asslaam alikum
25/08/2020 tuesday
mein bahuth pyar katha tha apni dadi se ......
sab se meri darkhuwasth hai meri dadi ke liye dua kare
Dadi sab ki pyari hothi hai , maa se ziyada mohobbath karthi hai dadi ,
bhaiyon mein ab kisko dadi kehkar pukarunga.
apni dadi tho ab nahi rahi is duniyan mein .ab dadi ki yadein bakhi rahengi bus.
mein nabi ka chahne wala hun mein mantha hun ke musalmanon o zaath hai jo paak hai use kabhi mauth nahi aa sakthi hai
meri dadi mein apko inshaallah jannath me mulaqaath karunga .
inshallah mein apko kabhi nahi bhulunga hamesha apko yaad rakhunga .
meri dadi ke bare me apko bataun o mujh se bahuth mohobbath karthi thi .bachpan mein mujhe bachaya tha mei dadi ne .meri tho kab ki allah ko pyara ho jatha tha unki badaulath mein aj bhi zinda hun o mere chacha ke ghar me hain magar zinda nahi magar mayyath hain
Ya allah tera lakh lakh shukriya hai ke mere Dada saab mere saaath hain
mein ne mere dada ko dadi se kal baath karaya hua hun.o ye kya karamath hai mein nahi jantha .ke mein kal unse bath kara chuka hun .
ye unki khush naseeb hai .
ya allah hamari dadi ko jannathul firdos mein jaga naseeb atha farma .
ya allah mer