Story Writing | islamic story in hindi |
Namk ziyada daal diya👀
😓
ASSLAAM ALIKUM
MY NAME IS SYED BILAL
Ek admi ki biwi ne khane me namak ziyada daal diya ,isse ghussa tho bahuth aya magar ye sochthe hue wo ghussa pi gaya ke mein bhi tho khatayein kartha rehtha hun agar aaj mein ne biwi ki qatha par sakhthi se girifth ki tho kahin aisa na ho ke kal baroze qayamath allah azzojal bhi meri khataon par girifth parmale ,!
islamic story writing![]() |
chunache usne dil hi dil me apni zauja ki qatha muaf kardi.
ek din uska inqaal hogaya (one day he death ).
inqaal ke baad kisi ne isko qhuwaab me dekkar pucha .:
allah ne tere sath kya mamila farmaya?
usne jawaab diya ;
ke gunahon ki kasrath ke sabab azaab hone hi wala tha ke
allah azzawajal ne farmaya
meri bandi ne salan me namak ziyada daal diya tha ,aur tum ne uski qatha ko maaf kardi thi ,jao mein mein bhi us ke sile mein tum ko aaj maaf kartha hun
SHUKRIYA
Thank you💜
27/10/2020

